good
On Sat, Mar 6, 2010 at 2:10 AM, Muneer Saghar <mhsaghar@gmail.com> wrote:
Har samt gham-e-Hijr kay toofaan hain Saghar
Mat pooch keh hum kitnay preshaan hain Saghar
Har chehra nazar aata hay tasveer ki soorat
Hum shehar kay logon say bhi anjaan hain Saghar
Jiss shehr-e-mohabbat nay humen loot liya hay
Uss Shehr say ab kooch kay imkaan hain Saghar
Kashti abhi ummeed ki doobi to nahi hay
Phir kiwn teri aankhon main toofaan hain Saghar
Kar in ka adab, rakh inhain seenay say laga kar
Yeh dard yeh tanhayaan mehmaan hain Saghar
Saghar Siddiqui ….. not Muneer Saghar …. hahahahhahah
--
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Where, there is Truth ....... there is Allah
Best Regards
Muneer Saghar
MBA (MIS) 4th semester
--
VISIT "MUQADAS FUND WEBSITE"
http://muqadas-fund.sajidsaif.com/
For more options, visit this group at
http://groups.google.com.pk/group/new-virtual-university-pakistan?hl=en
--
Gul Dad
--
VISIT "MUQADAS FUND WEBSITE"
http://muqadas-fund.sajidsaif.com/
For more options, visit this group at
http://groups.google.com.pk/group/new-virtual-university-pakistan?hl=en
No comments:
Post a Comment